Posts

Showing posts from April, 2022

Aaj Koofey Main Shabbir-o-Shabbar Ro Rahe Hain

Aaj Koofey Main Shabbir-O-Shabbar Ro Rahe Hain Baap Ko Apne Zehra Ke Dilbar Ro Rahe Hain   Behrobar Mein Hae Ghul Aaj Barpa Waa Ali Ka Aaj Jibreel Arshe Bareen Par Ro Rahe Hain Aaj Koofey Main Shabbir-O-Shabbar Ro Rahe Hain Baap Ko Apne Zehra Ke Dilbar Ro Rahe Hain   Aaj Shehzadiyaan Hain Pareshaan Shahe Zeeshan Uthke Taskeen Doh Behre Daawar Ro Rahe Hain Aaj Koofey Main Shabbir-O-Shabbar Ro Rahe Hain Baap Ko Apne Zehra Ke Dilbar Ro Rahe Hain   Aye Yateemoun Ke Baywoun Ke Waali Shahe Aali Ab Na Waaris Raha Koi Sar Par Ro Rahe Hain Aaj Koofey Main Shabbir-O-Shabbar Ro Rahe Hain Baap Ko Apne Zehra Ke Dilbar Ro Rahe Hain   Hae Janaaze Pah Ek Shor Barpah Bekasoun Ka Baap Se Lipte Shabbir-O-Shabbar Ro Rahe Hain Aaj Koofey Main Shabbir-O-Shabbar Ro Rahe Hain Baap Ko Apne Zehra Ke Dilbar Ro Rahe Hain   Qaak Udatey Hain Sar Par Nawaase Mustafa Ke Ghar Se Jaata Hae Taabotey Hyder Ro Rahe Hain Aaj Koofey Main Shabbir-O-Sha...

Matam Karo Yeh Raat Qayamat Ki Raat Hai (Anjuman Al Abbas)

Matam Karo Yeh Raat Qayamat Ki Raat Hain Bujhne Ko Ek Charagh -E- Imamat Ki Raat Hain   Zarbat Lagi Hain Sar Peshah -E-La Fataha Ke Kalme The Sirf Hoton Par Shuk -E-Ilah Ke Sar Hain Shigafta Yeh Qayamat Ki Raat Hai Matam Karo Yeh Raat . . . . .   Tar Hogaya Tha Khoon Se Musala Imam Ka Uth Jayega Saron Se Bhi Saya Imam Ka Dono Jaha Hai Qayamat Ki Raat Hain Matam Karo Yeh Raat . . . . .   Hasnain Ro Rahe Hain To Kulsoom Be Khabar Aata Nahi Hain Zainab -E- Muztar Ko Bhi Kharar Karbal Se Pehle Hai Qayamat Ki Raat Hain   Bechain Ho Rahe Hain Bohat Shair-E- Kir Degar Abbaskehraheyhainkemujhkokaronisar Baba Pe Haye Kaisiqayamat Kiraat Hain   Rukhsat Huwe Wo Din Jo Ke Ab Tak The Chain Ke Abbas Ko Supurth Kiya Hain Hussain Ke Logon Ye Ibteda E Niyabat Ki Raat Hain   Ansoo Rawa Hain Ankho Se Ahoo Buka Ke Saath Majlis-O-Marsia Hain Nauha Buka Ke Saath Yeh Momino Pe Haye Qayamat Ki Raat Hain   Qatl-E-Wali B...

Lahu Lahu Hai Musallah (MAK)

Lahu lahu hai musalla, lahu lahu hai jabeen Ay zulm dekh zara, kahin ali to nahi Yeh waar kispe huwa hai,laraz gaya Kaaba Labe hayaat pe thehri huwi hai kun ki sada Falak Hy Noha Kuna, To matami hai zameen Laraz rahi hai namazein tarap rahi hai azaan Khuda ke khoon se tar hogaya khuda ka makaan Hai sogwaare ali, tamam e arsh e makeen Padar jahaan se hasnain ka guzar ta hai Tamam kufa hi lekin yateem lagta hai Yateem aaj huwa Khuda rasool ka deen Yeh bayn karti hai Zainab, na jaiye baba Lipat ke ghazi se kulsoom ne kiya girya Tarap rahe hai hasan, Kahin Hussain kahin Kiya hai zulm ye kaisa, dile payambar per Huwa hai haalat e roza me waar haider per Baqi se kufe chalee, Hai fatema bhi hazeen Ghulame hur kahin salman ho ata rutba  Yehi musala e matam me kar rha ho dua Kafan ho farsh e aza, Lahad najaf ki zameen https://www.youtube.com/watch?v=h6ygoChmGSw

Zakhmi Ali (MAK)

Ghar me khuda ke ye qayamat huwi Sajda e haq me huwe zakhmi ali Haatif e ghaibi ne ye aawaaz di Maahe mubarak mein ghazab hogaya Zakhmi shenshaahe arab hogaya Masjide kufa bhi larazne lagi Behne laga sar se ali ke lahoo Gham ki faza phel gayi chaarsu Parhte the noha ye namazi sabhi Waar jo sajde mein ali par huwa Mola ne bas fuztu woh rabbi kahaa Khoob sa’adat yeh ata hogayi Ghar me khuda ke hi wiladat huwi Ghar me khuda ke hi shahadat huwi Guzri ali haq pe teri zindagi Jeena yateemo’n ka huwa hai mahaal Kaun bhala unka rakhega khayal Saare yateemon’ ke hai lab par yehi Chote se abbas bhi rone lage Nohe kiye zainab o kulsoom ne Rote hain sar peet ke Hasnain bhi Hogai Azlaan qayamat bapa Aati hai zahra ki lahad se sada Bacho’n ne mere nahi dekhi khush i https://www.youtube.com/watch?v=9_djaQH7AzE

Hamara Pehla Imam

Salam Ya Ali Salam Ya Ali Khuda Ne Bheje Hain Jispar Durood Aur Salam Shaheed Aaj Hua Hai Hamara Pehla Imam Shaheed Aaj Hua Hai Hamara Pehla Imam Imam Aisa Jo Allah Ka Iraada Hai Imam Aisa Jo Zaujay Janabe Zehra Hai Imam Aisa Jo Pyaare Nabi Ka Saya Hai Imam Aisa Jo Hasnain Ka Bhi Baba Hai Hai Uss Imam Ki Duniya Mai Aaj Akhri Shaam Hussaini Maaon Ne Bachon Ko Apne Samjhaya Ali Ke Qatl Ke Ye Din Hain Misle Ashoora Libaas e Sog Pehen Kar Bichao Farshe Aza Ye Din Vo Hain Ke Khushi Bhi Haram Hai Beta (2x) Guzaaro Girya o Zaari Mai Apne Subho Shaam Zamaana Laakh Mukhaalif Ho Ye Bataana Hai Kisi Bhi Haal Mai Yom e Ali Manana Hai Aza Ke Lafz Ki Hurmat Ko Bhi Bachana Hai Ke Jaan Deke Bhi Farshe Aza Bichana Hai (2x) Phir Agle Saal Kahainge Ali Ke Saare Ghulaam Ajeeb Gham Ka Ye Mah e Sayaam Aya Hai Ali Ke Qatl Ka Samaan Saath Laaya Hai Nabi Ko Qabr Mai Jisne Lahu Rulaya Hai Ali Ke Bachon Ne Daaghe Yateemi Paya Hai (2x) Ali Ke Shiyon Mai Barpa Hai Dard Se Kohraam Namak Khujoor Se Iftaar Karne Wala...

Khaak Par Laasha e Shabbir Hai Aao Nana (Anjuman e Masoomeen)

Khaak par laasha e Shabbir hai aao Nana (x2) Kya yahi ajr e risalath hai bataao Nana, Khaak par laasha e Shabbir hai aao Nana (x2)   Bhai be ghusl o kafan dasht e bala mein hai pada (x2), Paas mayyath ke udhaane ko nahi hai rida (x2), Ab koi raah nawasi ko dikhao Nana, Khaak par laasha e Shabbir hai aao Nana (x2)   Zulm beemaar pa dhaane ke liye aaye hai (x2), Ashqiya tauq pinhane ke liye aaye hai (x2), Ghash ke aalam mein hai Sajjad bachao Nana, Khaak par laasha e Shabbir hai aao Nana (x2)   Koi humdard nahi koi sahara bhi nahi (x2) Dashte zulmath mein koi poochne waala bhi nahi (x2) Ab ghareeboun pe taras aap hi khao Nana, Khaak par laasha e Shabbir hai aao Nana (x2)   Thak ke soye hai badi deyr mein pyaase bache (x2) Dashte tareek mein ab kaun hai joh pehra de (x2) Mere Ghazi mere Abbas ko lao Nana, Khaak par laasha e Shabbir hai aao Nana (x2)   Aap ke laal pa tooti hai qayamat dekho (x2) Qatl ke baad bhi umma...

Main Teri Maa Hoon Aye Akbar - Anjuman e Hyderia

Taras Khao Zara Hum Par Main Teri Maa Hoon Aye Akbar Zara Ahista Ahista Qadam Apna Rakho Akbar – Ali Akbar Ali Akbar Yeh Betabi Ye Bechaini Se Ab Mar Jayegi Madar – Ali Akbar Ali Akbar Mere Jaani Mere Dilbar Mere Hum Shakl E Peighambar Main Teri Maa Hoon Aye Akbar   Mujhe Kuch Der Aur Ruk Kar Zara Chehra Dikha Dena – Ali Akbar Ali Akbar Na Dunya Main Tere Jaisa Koi Itna Hasee Hoga – Ali Akbar Ali Akbar Tujhe Rukhsat Kare Kaise Bata De Ab Teri Madar Main Teri Maa Hoon Aye Akbar   Tujhe Ehsas Hota Gar Tera Bhi Ek Pisar Hota – Ali Akbar Ali Akbar Jawan Hota Tera Beta Woh Ek Din Alwida Kehta – Ali Akbar Ali Akbar Yeh Kaisa Waqt Aya Hai Zara Soncho Mere Dil Par Main Teri Maa Hoon Aye Akbar   Bada Dushwar Hai Beta Tera Mujhse Juda Hona – Ali Akbar Ali Akbar Na Dunya Main Hua Eisa Na Phir Eisa Kabhi Hoga – Ali Akbar Ali Akbar Na Hoga Istarha Phir Se Kisi Ka Imteha Akbar Main Teri Maa Hoon Aye Akbar   Tere Laashe Ko Meida Se Utha L...