Al Ajal Ya Imam, Ya Imame Zamaan

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Zulmo sitam jahaan mei, aala shiyaar hogaye, kitne jawaano peer yun, haq par nisaar hogaye

Roroke bandagi yehi, kehti hai sarko peet kar, joro jafaa jihaad mei, kaise shumaar hogaye

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Azme zahuur nuur ka, izhaar kijiye zaraa, maula sipaahe karbala, tayyaar kijiye zaraa

Naagaah hai jiske dour par, ehle yazid-e-karbala, is khaibare yazid ko, mismaar kijiye zaraa

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Noke sina pe bandagi, mushkil huwi ye zindagi, fikre yazid chaarsu, chaayi hai banke teergi

Mehrab pur sukuun hai, khamosh har zubaan hai, sarko jukaana zulm par, jaise ho rasme bandagi

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Aale saud ne kiya, barbaad aapka watan, bughze rasul mei huwa, wiraan aapka chaman

Haae sitam ye hogaya, khaak mazaare fatema, taajile nuur kijiye, hai ye zade zubaan sukhan

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Zainab hai tanha ghamzada, maqtal hai khun se sajaa, khaime jale sitam huwa, larzi zamin-e-karbala

Fouje sitam hai chaarsu, shaame gharibaan chaagayi, ummeede kaarwaan bani, binte Ali-e-Murtaza

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Abbas-e-naamwar nahi, akbar sa naujawaan nahi, qaasim sa gulbadan nahi, beshiro bezubaan nahi

Ranjo alam sitam rasan, laashe hai jald bekafan, haae who shaam-e-karbala, koi bi zofishaa nahi

Giryaa kunaa hai ghamzada, nauha kunaa sitam zada, misle kamaale bandagi, qatle yazido hurmala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Maula labon pe hai dua, dekhe zahuur nuur ka, ai meere asre karbala, keeje zahuur karbala

(Al Ajal ya imam, ya imame zamaan) x2

Peshe lain hussain ne, haathon ko do ayaan kiya, paani ke waaste ayaan, sarwar ne bezubaan kiya

"Rizwi" rahe hussein mei, shirin khayaale mout hai, lab par zubaan ko pher kar, asghar ne yun bayaan kiya

Comments