Ali Waaris

Ali Waaris - x4
Ali Waris Chirag waris Milaa Waris.

Lazat-e-Ishq ali kiya hain Zamane walo, Isko Darvaish sifat log samaj paate hain,
Kon Waris he tera Kon mera Waris hai, Awo e Ahele jahhan Hum tumhe Samjate hai
Ali Waris Ali Waris

(Nara Dervaish Ka Har gariHar Jagaa) x2

Ali WarisAli Waris

1.  Mei Kahoo(n) Tum Kaho(n) Jo Nabine Kahaa(n)
Ali Waris Ali Waris

2. Koyi Mushkil jab bhi aye, lab pethi Nade Ali
Rahe mei ayi rukawat, barh gayi jab be kali
Ik sahara milgaya, mene dil sekeh diya
(Ali WarisAli Waris) x2

3.  Mustafa bhimilgaye aur, Milgayaa usko Khuda
Ilm jisko hogaye ke, hain Ali mushkil Khusha
Tal gaye har ik balaa, jisne mushkil me kaha
(Ali WarisAli Waris) x2

4.  Har namaz-e-Ishq apni, Narae Haider mei hai
Ye jo tughra Name-e-haider, ka hamare ghar me hai
Ishq ne samjhadiya, Iska Matlab ye huwa
(Ali WarisAli Waris) x2

5.  Deti hai taarikhham ko, ye gawahi dam pe dam
Jange Khaibar me nabi ne, de ke haider ko alam
Rakh ke maidan me kadam Apne lashkar sekaha
(Ali WarisAli Waris) x2

6.  He hamari mehfilo ki, abaru zikari Ali
Ye dua sayeda se, manzilate hum ko mili
Akherat kifikr kya, Fikre ho duniya ki kya
(Ali WarisAli Waris) x2

7.  Ho waliajmeer koyi, bu Ali ho(n) ya nizam
Ho koyi shehbaz ya ho, rabea basrika naam
Sab ka maslak ek tha, sabka naraa ek tha
(Ali WarisAli Waris) x2

Hum nahi hote parashan Ali Waris Hai, Mushkilehoti ha Asaan Ali Waris hai (x2)

Hum us kabile ke afrad hai
ye rasme jisme hamasha se hain
ho imteha ya koyi mareka
ghar se jo nikle to maa ne kaha
(Ja tera waris hai mushkil khusha
hai kamiyabi Mukadar tera) x2
dushman tere kuch na kar payenga
saya figan tuj pe he ye dua.

Fatha tera nasib aur teri bakaa
(Ali WarisAli Waris) x2

8. Mashwara hai ye hamara, Aaj har insaanko
Dushmano se gar bachana, chaho Pakistan ko
Hai nizame Mustafa, har taraf ho ye sadaa
(Ali WarisAli Waris) x2

9. Din-e-Maula karbala me, Aasra ab kon hai
Hai bhawar me ye safina, na khuda ab kon hai
Deen ki sun kar sadaa, keh uthi karbobala
(Ali WarisAli Waris) x2

10. Mashk de kar ye Sakina, ne kaha Abbas se
Khushk hai mera gala mai, mar na jawu(n) piyas se
Dam karo Nade Ali, pani leawo ay chacha  
(Ali Waris Ali Waris) x2

11. Akhri ruksat ko khaime, me juhin aye Imam
Dekh ke bhayika chehera, tha ye Zainab ka kalaam
Gham naa Khao tum mera, jawo bhayi alwida
(Ali WarisAli Waris) x2

12. Be rida saydaniyon se, shimr ne jab ye kaha
Ab hifazat ko tumhari, kon aayega bhala
bekason ko dekh kar, roke Zainab ne kaha
(Ali Waris Ali Waris)

13. Har gari ishke Ali me, lab khusha farhan he
Aur Mazhar Abidi ka, bas yahi iman hai
Ta abad ik asara, aaj bhi hai kal bhi tha

(Ali WarisAli Waris) x2
 

Comments