Mere Pardesi Baba

Faryad kare sugra (kabawoge) x2

mere pardesi baba kabawonge

Ghar suna para hai,ay baba

honto pe buka hai,ay baba

Dil Dub raha hai, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

1.    Jis din se gaye ho ay baba hai lab pe mere faryadei(n)

Din roh ke guzarta haimera Matam me guzaru Raate i(n)

Hujre huwe khali, ay baba

Nazo ki pali,ay baba

Sughra hai sawali, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

2.    Ay baba namaze shabme bhi, me zeyb-e-musalla ho ker

Tasbi hi bana ker ashko(n) kiAur Allaho Akbar keh ker

Mei kehti ho rokar, ay baba

Mer jayengi muztar, ay baba

Abad karo ghar, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

3.    Awaz-e-azaan jab kaano(n) mei, ati haiallahu akber

Dil mera tarap kerkehta hai le aagaye tera akber

Ho khwab ye pura , aybaba

Aye mera bhaya, ay baba

Batla do khudara, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

4.    Jab maut muje ajayengikunbe ki yaad me rokar

Talqeen paranga kon meriNa aap nabhayya akber

Me bekas-o-muztar, ay baba

Ab maut hai ser per, ay baba

Ik boj hai dilpar, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

5.    Ghar qabr ke jaisalag ta hai Dasti hai mujetanhayi

Har saath me dejati hai kuch zakhmnaye tanhayi

Har lamha jafaa hai,ay baba

jina bhi sazaa hai,ay baba

ab kehna para hai,ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

6.    Ik dard musalsal rehtahai is qalb-e-hazee(n)e mei baba

Ay Kash ke marne se pehleGhar laut ke ayei(n) baba

De kon dilase, ay baba

kya puchu khuda se, ay baba

tum karbobala se, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

7.    Jab Aun o Muhammed ke hujre dekhuto tarap jati hu(n)

Asger ka humakna baba sochuto tarap jati hu(n)

Tarsi hain nigaahei(n),ay baba

sab yaad jo ayei(n),ay baba

deti hu(n) sadaye(n) , ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2

8.    Farhan masayib likhte huwe Mazharne ashk bahaye

Kiya khune jigar se sugra ne baba ko likha ta haye

Ker ker ke nawha, ay baba

jab thak gaye sugra,ay baba

tehreer mei pucha, ay baba

(mere pardesi baba kabawoge) x2
 

Comments