Zainabam

Zainabam

Zainabam

(Zainabam) x3

(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2

1.    Jaaungame jahaan jahaan sehne parenge hamegham

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

2.    Koibaqi na rahabaandh li humne bhi kamar
He chamakte huwe neze mere marne ie khabar
(Mere hawale he behan) x2

tiflmere mere haram

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

3.    Shaamdhal jaye to ye wada nibhana bibi
Apne sine pe Sakina ko sulanabibi
(Kon sambhalega use) x2
Jab na rahenge yahaa(n) hum

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

4.    Jab mere halq pe shamsheeresitam chalne lage
Zulm ki fojmein naqqara agar bajne lage
(Dekhna abid na uthe) x2
Kheche huw teghe to dam

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

5.    Jab tumhe sham ke darbarmein lejaye shaqi
Yaad karlena jo amma peuftaad huwi
(Log wohi zulm wohi) x2
Baat wohi aur wohi hum

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

6.    Sabke shaane huwe rasan bastaSakina ka gala
Aisa aalam mein bhi karnanahin ummat se gila
(Sanie zahra ho behan) x2
Sehna usi tarha sitam

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

7.    Beridadekh na payetujhe dunya ki nazar
Isliye neze se girjayega abbas ka sar
(Qariye quran wahan) x2
Honge isi dard se hum

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

8.    Yaadrakhna ye sitam hovega dorane safar
Tez naaqe se jo girjayegi meridukhtar
(Dhund ke tum lana use) x2
Kaafile ko rokenge hum

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

9.    Konham dard yahan baqi he pyaase ke liye
Ek naseehat kiye jaata hundilase ke liye
(Haya ala khairil amal) x2
Tum ye kaho aur kahe hum

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

10. Damerukhsat thi ye farhan shahe deenki fughan
Baad mere jo sitam honge karukaise bayaa(n)
(Saath nahin deti zabaa(n)) x2
Ban gaya khud mazhare gham

(Zainabam zainabamkhawahare gham par waram) x2

(Zainabam) x3
 

Comments