Ana Zawar (2016)

Labbaik ya hussain..(3)
Salam karbobala Ya Hussain Ya Maula
Salam Haye shaheedaan e karbala e wafa
Har ek zarre se matam ki aa rahi hai sadaa..(2)
Ana Zawwar... Husain Ibne ali
Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4)
Arbaab Hussain ibn e ali..(4)

1. Chala hu karbobala hai zaba'n pe bismillah
Hai dil me kalma e haq la ilaha illallah
safar qubool kare Ya Hussain Sarallah..(2)
Hum log azadar e hussain.. arewallah
Hum log wafadar e hussain.. arewallah
Hum log tarafdar e hussain.. arewallah
Ae aaqa mere, ae maula mere
naukar hai sadaa, zawwar tere
Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(6)

2. Arbaab man az-zikr e to majnoonam
sar shikastan ast ishq e to qanoonam
deewane tar az hameesha meekhoonam..(2)
har che ke begam az to kame.. arewallah
ishqat baraman mohtarame.. arewallah
zeebaee yahi az alame.. arewallah
inja waseye man harame..arewallah
zawwar e tu am, maqsood e mani
man naukaretam, aaqa e mani
Ana Zawwar e Hussain Sarallah
Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4)

3. Salam iska ke humko bula liya maula
Salam iska ke zaer bana liya maula
Salam iska ke dil me basa liya maula..(2)
Hum ehle yaqee, ehle azaa.. arewallah
Hum fatema zehra ki dua.. arewallah
Hum saare safeeran e azaa.. arewallah
Ae aaqa mere, ae maula mere
naukar hai sadaa, zawwar tere
Ana Zawwar e Hussain Sarallah
Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4)


4. Ae naame to behtareen sar aaghazam, aaghazam
dar hawa e ishqat bade parwazam, parwazam
naukary be in naukari meenazam..(2)
ba to saro samoon megiram.. arewallah
sakhtiya ra asoon megiram.. arewallah
ba seena zadan joon megiram.. arewallah
zikre haram majnoon megiram.. arewallah
zawwar e tu am, maqsood e mani
man naukaretam, aaqa e mani
Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(6)

5. Khuda ka shukr dayaar e hussain dekh liya
in aasuo'n ne mazaar e hussain dekh liya
naseeb mera weqaar e hussain dekh liya..(2)
kya shaan teri karbobala.. arewallah
hai khaak teri khaak e shifa.. arewallah
jageer e alamdaar e wafa.. arewallah
Ae aaqa mere, ae maula mere
naukar hai sadaa, zawwar tere
Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4)
Arbaab Hussain ibn e ali..(6)

Comments

Post a Comment