Mashk (2016)

Al atash, al atash, al atash..(4)
Aqaa..... Adrikni.... Adrikni....

Koshish to bohot ki maine
bhari thi ye mashk bhi maine
aaqa hussain sharminda hu
maula hussain sharminda hu..(2)
aankho'n se nazar nahi aata
na baazu hai tan par maula
karna tha jo na kar paya
aaqa hussain sharminda hu..(2)
afsos mashk khaali hai..(3)

Le jaao alam ye mera, le jaao ye mashk e sakina
pura na huwa mera waada, laasha mera na lejana
daato se bhi mashk ko thama, seene se usko chupaya
gaya tha ke wapas aau,
par kuch bhi na mai kar paya..(3)
afsos mashk khaali hai..(3)

Koshish to bohot ki maine
bhari thi ye mashk bhi maine
aaqa hussain sharminda hu
maula hussain sharminda hu..(2)
aankho'n se nazar nahi aata
na baazu hai tan par maula
karna tha jo na kar paya
aaqa hussain sharminda hu..(2)
afsos mashk khaali hai..(3)

Le jaao alam ye mera, le jaao ye mashk e sakina
pura na huwa mera waada, laasha mera na lejana
daato se bhi mashk ko thama, seene se usko chupaya
gaya tha ke wapas aau,
par kuch bhi na mai kar paya..(3)

Aqaa..... Adrikni....

Comments