Aayi Zindaano Mein Zainab (2014)

Saath bhayi ka nibhaane waali
Farshe majlis ka bichaane waali,
aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

1 (Jisne sar kat te huwe bhai kaa dekha ran me) x2
Sabr shabbir dikhaane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

2 (Bangaayi shaame ghariba me jo Abbas-e-jari) x2
Pyaas ashko se bujaane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

3 (Dhoondh ti he Aliasger ko har ek godi mein) x2
Julaa haath-o-se julaa ne waali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

4 (Be rida phirti huwi aayi bazaaron mein) x2
Wo muhammed ke ghaaaa ne wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

5 (Askiya kehte wo dekho wohi Zainab he) x2
Chera baalose chupaa ne waali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

6 (Unto se ghirte huwe bachoko roke kaise) x2
Zakhm pe zakhm wo khaane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

7 (Apni aawaaz ka purda bhi rakhaa bibi ne) x2
Khutbaa haider ka sunaa ne wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

8 (Kistarhaa awn or muhammad ka karegi maata) x2
Sog akber kaa ma naane wali, aayi zindaano me zainab
(Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x2

Farshe majlis ka bichaane waali, aayi zindaano me zainab
Saath bhayi ka nibhaane waali, aayi zindaano me zainab) x

Comments