Zindan Mein Sakina Ko

Zindaan main Sakina ko yaad aya woh seena.

Jis seena peh soothi thi, hy hy (x2) Masoom Sakina.

1) Kaar taarz zara zalim, baba ko nah rounghi
May godh main madaar ki, araam say sounghi
Bay reham layeeno nay, hy hy (x2)
Fariyaad sunni nah.

2) Hain mout ki khamoshi, tareek yeh zidaan main
Kya juram kiya logon, masoom si mehmaan nay
Koyi aur toh Masooma, hy hy (x2)
Youn kaid howi nah.

3) Haar waqt chamaak ta tah, Karbal main Medina main
Tahveez khi maaneed tah, Shabbir kay seenay main
Ghoom hogaya woh kaisay, hy hy (x2)
Zindaan main naginah.

4) Phaat jaya nah ghairaat say, Sajaad jigaar tera
Meray ghaar ki yeh ronaat hain, kehta hain pidaar tera
Yeh souch kay Abid ko, hy hy (x2)
Kuch honay lagay nah.

5) Ruksaar may nana ko, mehshaar may dekhugi
Rudad main zindaan ki, roro kay sunaugi
Pahbaandh hain ronay pay, hy hy (x2)
Kehta hain kamina.

6) Hain dasht ajaal rukha, beemar ko anay day
Baba kay liye koyi, pehghaam sunay deh
Shahid meri turbaat pay, hy hy (x2)
Woh aye kabhi nah.

7) Sardar Sakina ko zindaan main, dafan kaar kay
Sajaad yeh kay tay teh, nah kafaan millah maar kay
Tah hashaar rulayegah, hy hy (x2)
Teri mout Sakina

Comments