Labbaik Ya Zainab

Halmin nasir yansurna(x2)
Halmin nasir yansurna
Ya Zainab ya Zainab (x2)
Labbaik ya Zainab (x2)

Labaik labbaik labbaik ya Zainab
Aa rahi hai rozae Zainab se halmin ki sada (x2)

Ghir gai hai shamiyo me firse aale mustafa,
Waqt rone ka nahi ye waqt hai labbaik ka,
Labbaik labbaik labbaik ya Zainab
Aa rahi hai rozae Zainab se halmin ki sada

Kuch nahi Zainab se badhkar, ye batana hai hame,
Fatema Zehra ko ek din, mu dikhana hai hame,
Rokna hai jo baqiyya se chala hai silsila
Labbaik labbaik labbaik ya Zainab
Aa rahi hai rozae Zainab se halmin ki sada

Rone wale karbala par, uske dil ki aas hai,
matami uski nazar me bazue abbas hai,
Maan rakhna hai hame ab khwahare shabbir ka,
Labbaik labbaik labbaik ya Zainab
Aa rahi hai rozae Zainab se halmin ki sada

Kal bhi usne dukh uthae, Thi magar dharas use, 
Ghairate abbas bankar, sath me sajjad hai,
Aaj tanha reh gai hai, baniye farshe aza 
Labbaik labbaik labbaik ya Zainab
Aa rahi hai rozae Zainab se halmin ki sada

Kehte honge shaah se abbas ye rote hue,
Mai kate hatho se bhi lad lunga fauje shaam se 
Bus mujhe ek baar, bus mujhe ek baar maula,
izn kar dijiye ata 
Labbaik labbaik labbaik ya Zainab
Aa rahi hai rozae Zainab(sa) se halmin ki sada 

Shaam, haey Shaam, haey shaam ,haey Shaam 

Haye haye Zainab(sa) haye haye Shaam (x3) 

Chalne ki jo aadi na thi, paidal wahi meelo chali
Durre kabhi patthar kabhi(x2) 
Khati rahi binte imam(sa) 
Haye haye Zainab haye haye shaam(x2) 

Jane sitam kesa hua, chehra lahu se chhup gaya 
Binte ali(as) se baap ka(x2) 
Lete the shami inteqam 
Haye haye Zainab haye haye shaam(x2) 

Akbar kare kese bayan, deta hai jab koi azan
Lagti hai seene par sina(x2) 
Aata hai jab akbar(as) ka naam 
Haye haye Zainab haye haye shaam(x2)

Comments