Maa Bulati Hain
Hai Bistare se thar tharaa ke uthhi thaam kar asaa, Qabr-e-nabi pe fateha-e-aakhri parha, Hum saaiyon ke ghar gayi rukhsat ko aur kaha Izza thi tum sabhon ko mere shaur-o-shain se, Kal Fatema na hogi so owege tum chain se, Nagahh showr utha ke Zehra guzar gayin, Amama sar se phaink ke rowe imaam-e-deen rotithi milke Zainab-o- kulsum thi qarib, aur door se Hussain rotethe khare, Fizza pukari aap yahan kya na aayenge, Bole Hussain amma pukare to jaayenge Tute bande kafan Fatema ke aur phir haath nikle kafan se, aayi aawaz aa ay Hussain, Maa Bulati hai aa ay Hussain (Maa bulati hai aa ay Hussain) x2 (aa mere paas aa ay Hussain) x2 (Aye Shabbir Zehra ke lab yu hile) x2 Chakiya pis ke maine palaa tuje, Aa mere laal aa maa ke laag ja gale, wakt-e-ruksat hai aise nahi ruth te (Maa bulati hai aa ay Hussain) x2 (aa mere paas aa ay Hussain) x2 Teri khaatir mein jaa kar palat aayi hun, Dekh kar tere aansu mein ghabrayi hun, Dekh zere kafan gham se tharayi hun, Tujh ko behlaane jannat ...