Dua To Maang Sakina Ka Wasta
Hai baab e hawaej maula..(2) saqqa e sakina maula.. hai baab e hawaej maula dua to maang sakina ka wasta deke..(2) ye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare Alam pe jaake sakina ka waasta dena farera thaam ke ghum apne sab suna dena jalana naam e sakina ka ek diya jaake ye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare Alam pe jao to bachho ko saath le jao waha'n sakina ka pursa do phir dua mango tumhare haq mein sakina jo khud dua karde ye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare Rida e zainab e muztar ka waasta dena ghareeb e zehra ka sharbat pe fatiha dena duaein maangna haatho'n mein baliya'n rakh ke ye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare hai baab e hawaej maula..(2) saqqa e sakina maula.. hai baab e hawaej maula dua to maang sakina ka wasta deke ye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare Ataa kare jo khuda mujhko ek ghar apna rakhunga ghar mein sakina ke naam ka hujra alam ko thaam ke mannat ye maan le roke ye kaise hoga ke abbas aur ataa na ...