Na Kar Qubool Madine Hamare Aane Ko
mat kar hume qubool ae nana ke madine madina aagaya jab yeh sada ubhar ne lagi yeh pushte naqa se kulsoom bain karne lagi loota ke aaye hai zehra ke hum gharane ko are na kar qubool madine humare aane ko loota ke aaye hai zehra ke hum gharane ko na kar qubool madine humare aane ko x2 bataye kaise jo hum par guzar gaya mehshar sare hussain tadapta tha noke naiza par har ek shehar me maare gaye hume pathar humare chehro ki janib thi shamiyo ki nazar na haath bhi the yeh azaad muh chupane ko na kar qubool madine humare aane ko x2 bichhad ke apni behen se dobara milna saki woh dil me le gayi hasrat madine aane ki musibato ke andhero me chal basi bachi hume rehayi mili woh hai aaj bhi qaidi basa liya hai sakina ne qaid khane ko na kar qubool madine humare aane ko madina loot gayi sarkar tere waali ki mere hussain ke sukhe gale pe tegh chali bacha na abide bimaar ke siwa koi humari godiya pardes me hui khali kadam uthaaye nahi jaate ghar me jaane ko na kar qubool madine humare aane ko gali g...